Altcoins Talks - Cryptocurrency Forum

Local => Urdu (Pakistan) => Topic started by: Mian Moaz on June 04, 2022, 07:05:35 PM

Title: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Mian Moaz on June 04, 2022, 07:05:35 PM
Aoa axha koi Bhai bta Sakta ha ya koi molvi sab KY ye sb coins Islamic point of view sy thk b han ya ni ye na ho KY ye sb Islam my Haram ho or hum sb krty jye or gunah lty rhy is lye is bary ma b information honi zarori ha Jo him par fatz b ha koi bta Sakta ha tu btana zaror
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Rai NABEEL on June 05, 2022, 10:11:59 AM
a,o,a every one,
                        umeed hy sb theek hyn, yar ya point apka bht acha hy or hm sab ko isky bary ma study be krna chahiay, mary khial sy tu ham is py apna time b dy rhy hyn or forum k rules k mutabiq kam kr rhyn hyn tu ju b profit generate hu ga usky ham eligeble hu gy
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: ahtashamhero on June 13, 2022, 04:22:38 AM
yeah depend karta hai kay ap kya karte hai
short time tarding theek hai
long time trading bhe thek hai
per staking theek nahe ...kyun ke ap staking main coins rakhte hai aur profit late hai ......simple baking system ki tarha...
jaise baking system main paise rakhne per profit diya jata hai
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Arslan0049 on June 13, 2022, 05:37:40 PM
W,a.s bro pehli bat to is mn kch esa nai k hum use na kren, dsra ye k bht sy islamic scholars isy legal bol chuky. so don't worry ap jese chahiy isy use kren. invest kren , profit lien.
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Muneeb Ch on July 12, 2022, 08:31:28 PM
Aoa, dekhen baat he hai k islamic point of view sy agr dekha jaye to hum is py mehnat krty hain aur iski adaigi humein ki jati hai meri aqal k mutabiq ye digital currency hai is mein haram halal wali baat ni ho skti haram halal to insan khud e krta hai insaan jis k liye mehnat krta hai wo uska e ajar hasil krta hai.....to baat ye hai k kamaanay wala kis niyyat aur kesy earn kr rha hai baqi mery khyaal mein koi currency haram ni hoti currency to currency hoti hai pehly daur mein gold mein hoti thi phir dollar agya aur ab jiddat k sath sath currency b digital ho gai jesa k social media ka daur hai....to ye duniya completion ki tarf ja rhi hai aur is mein din ba din jiddat a rhi hai...agr mein kahin galat hu to ap bhai meri correction kr skty hain. Shukriya
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Uzairmoti11 on October 08, 2022, 10:11:38 PM
W,a.s bro pehli bat to is mn kch esa nai k hum use na kren, dsra ye k bht sy islamic scholars isy legal bol chuky. so don't worry ap jese chahiy isy use kren. invest kren , profit lien.

G bilkul Bhai Islamic point of view sy hum ismy Kam kar sakty h aur mene YouTube par b kaafi videos dekhi h isky matalip lekin koi b negative feedback ni Mila
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Uzairmoti11 on October 09, 2022, 10:28:09 AM
Aoa, dekhen baat he hai k islamic point of view sy agr dekha jaye to hum is py mehnat krty hain aur iski adaigi humein ki jati hai meri aqal k mutabiq ye digital currency hai is mein haram halal wali baat ni ho skti haram halal to insan khud e krta hai insaan jis k liye mehnat krta hai wo uska e ajar hasil krta hai.....to baat ye hai k kamaanay wala kis niyyat aur kesy earn kr rha hai baqi mery khyaal mein koi currency haram ni hoti currency to currency hoti hai pehly daur mein gold mein hoti thi phir dollar agya aur ab jiddat k sath sath currency b digital ho gai jesa k social media ka daur hai....to ye duniya completion ki tarf ja rhi hai aur is mein din ba din jiddat a rhi hai...agr mein kahin galat hu to ap bhai meri correction kr skty hain. Shukriya

G bhai bilkul hum is par mehnat karty h weekly task karty h mukhtalif social media Compaigns par Bhai mujay to lagta h y ghalat ni h
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Themepen on December 05, 2023, 08:36:57 PM
Walaikumuslam

Jaisa ke pehle bhi zikar kiya gaya hai, Bitcoin aur dusre cryptocurrencies Islam ke hawale se ek naye concept hain aur iske bare mein scholars ke darmiyan mubahesa jari hai. Kuch scholars kehte hain ke cryptocurrencies ko currency ya commodity ki tarah consider kiya ja sakta hai aur isse halal transactions kiya ja sakta hai, jabki dusre scholars ko iski speculative nature aur regulation ki kami se pareshani hai.

Isliye zaruri hai ke hum qualified scholars ki madad aur guidance lein jo Islamic finance mein mahir hain aur is subject ko samajhne mein madad kar sakte hain. Woh cryptocurrencies ke characteristics aur principles ko analyze karke Islamic teachings ke mutabiq ruling de sakte hain.

Is dauran, humehtawaz rahein aur kisi bhi activity mein shamil hone se bachtein jo shak kiya ja sakta ho ya Islam ke nazdeek nuksan pahuncha sakti ho. Allah hum sabko hidayat de aur humein nek chunav karne mein madad kare.
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: compromise me on December 10, 2023, 08:02:14 PM
Bahi simple hai ,
Bahi ye apny zamir ke bat hai agar ap ka zamir manta hai to ap lien dien aur Bitcoin par work kar saktien hain agar zamir NAHI manta to na karien kuin bahi molana hazrat ye kah rahien hain k jab tak cryptocurrency  par ko fatwa nhi utjaya jata tab tak ap ka Dil many to kar lien agar na manie to na karien .
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Cheema02 on December 14, 2023, 11:02:05 AM
Bahi simple hai ,
Bahi ye apny zamir ke bat hai agar ap ka zamir manta hai to ap lien dien aur Bitcoin par work kar saktien hain agar zamir NAHI manta to na karien kuin bahi molana hazrat ye kah rahien hain k jab tak cryptocurrency  par ko fatwa nhi utjaya jata tab tak ap ka Dil many to kar lien agar na manie to na karien .
Right bhai bitocin ma simple formula ha Islamic hisab sy agr apka mind izzat dy to investment kr lani share jah kh abi kasi mufti nay koi fativa ni diya kha isma investment krna theak ha ya nai but agr ap ko theak lagat han kar skty ha is ma apni research zroro kry
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: compromise me on December 14, 2023, 06:16:19 PM

Bilkul sahi kaha aapne. Bitcoin mein invest karna, Islamic perspective ke hisab se, apne mind ki izzat par bharosa karta hai. Jese k apny kaha Mufti k baron me wo tab tak wata nhi uthaty jab tak hakumat UN Hy han Yan nhi nhi kahti wo to hakumat k pethin hain. Apny sai kaha rsearch karke  aur Jo sai lagta hai wo karie aur karna zaroori hai. Har shakhs apne faislay ko apni samajh aur research par tajaweez kare.
Title: Re: Bitcoin Islamic point of view?
Post by: Cheema02 on December 28, 2023, 05:51:42 AM
Crypto trading par pakitsni government ny koi padandi ni lagi ha han bs support ni ha agr apk sath koi scam ni hu jata ha to pta ya koi bi adaria responsible ni ha is bat kh magar ap.kar ksty ha is lay scam sy bachy or humey achi trusted exchange par khud he invest kary