Altcoins Talks - Cryptocurrency Forum

Local => Urdu (Pakistan) => Topic started by: Themepen on December 14, 2023, 04:33:41 PM

Title: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: Themepen on December 14, 2023, 04:33:41 PM
Asslamualaikum!
To dosto kaya haal hen kal 15 December hai ham sab janty hen ky Pakistan my har 15 din bad Petroleum masnuat ka fesla hota hai. To kal bhi fesla hoga or sunny my aya hai ky Petrol ki qeemat 10 rupy tak kam ho sakti hai.
Allah kary ji koi kami hi dekhny ko mily or kam ho jaye ye petroleum ki masnuat. Koi ghareeb ky haq my bhi behtri wala fesla ho jaye. Hona to 100 rupy kam chahye. Par nai to Baghty chorr ki langoti sahi.
(https://i.ibb.co/ZL7P39G/Screenshot-20231214-203011-Chrome.jpg)
https://www.dawn.com/news/1797678
Title: Re: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: compromise me on December 14, 2023, 05:56:30 PM
Asslamualaikum!
To dosto kaya haal hen kal 15 December hai ham sab janty hen ky Pakistan my har 15 din bad Petroleum masnuat ka fesla hota hai. To kal bhi fesla hoga or sunny my aya hai ky Petrol ki qeemat 10 rupy tak kam ho sakti hai.
Allah kary ji koi kami hi dekhny ko mily or kam ho jaye ye petroleum ki masnuat. Koi ghareeb ky haq my bhi behtri wala fesla ho jaye. Hona to 100 rupy kam chahye. Par nai to Baghty chorr ki langoti sahi.
(https://i.ibb.co/ZL7P39G/Screenshot-20231214-203011-Chrome.jpg)
https://www.dawn.com/news/1797678
G bahi thik thak ap kese hain , g bahi meny b Sona hai k petrol ke price Kam ho gi par ye nhi pata tha 10 rupay Yan is  Sy Kam zayada shukar hai par jab tak petrol 100 rupay k around about nhi ajata tab tak khushayali nhi ay gi duwa to yehe hai k Allah pak hamray Pakistan par apna fazal karie .
Title: Re: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: Cheema02 on December 28, 2023, 05:46:19 AM
Asslamualaikum!
To dosto kaya haal hen kal 15 December hai ham sab janty hen ky Pakistan my har 15 din bad Petroleum masnuat ka fesla hota hai. To kal bhi fesla hoga or sunny my aya hai ky Petrol ki qeemat 10 rupy tak kam ho sakti hai.
Allah kary ji koi kami hi dekhny ko mily or kam ho jaye ye petroleum ki masnuat. Koi ghareeb ky haq my bhi behtri wala fesla ho jaye. Hona to 100 rupy kam chahye. Par nai to Baghty chorr ki langoti sahi.
(https://i.ibb.co/ZL7P39G/Screenshot-20231214-203011-Chrome.jpg)
https://www.dawn.com/news/1797678
Bhai ya achi khabar lakin government jab petrol prices increade keti ha tonakhti 30 sy 40 rupees ka azafia krti hana but jab kabi kamnkrny hu to kabi 5 ay 10 sy zadya ki kami ni hai ab is lay bi kami alr rahy ha kha election qareeb ha is lay awam ko choona lagny ka lay asy kam kiya ja rahy hai
Title: Re: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: compromise me on December 28, 2023, 11:53:36 PM

G bahi aksar aise situations mein, log government ke economic policies par apne concerns karte hain. Petrol prices aur income mein hone wale changes ka asar aam aadmi par hota hai, aur yeh election times mein bhi prominently dikhai deta hai. Aise samay mein, awam ka zyada dhyan hota hai aur unki expectations bhi badh jaati hain. Yeh ek common trend hai, jise log democratic process mein shamil hokar apne concerns ko saamne laate hain.
Title: Re: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: Cheema02 on December 29, 2023, 04:42:10 AM
Bhai asa he hot ha Petroleum ki qeemat aur govt policies se logon ke concerns hamesha hotay ha inty zadya tax add kiya hoty ha petrol ki prciess ma. Baqii ab jab elections nazdeek aate hain expectations aur concerns ch age hu haty ha. Log is waqt zyada alert aur apne masail ko hal karne ki umeed rakhte ha or election ka bad ya phar petrol ki price increased kar daty hai
Title: Re: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: compromise me on December 29, 2023, 05:00:28 AM
Bhai asa he hot ha Petroleum ki qeemat aur govt policies se logon ke concerns hamesha hotay ha inty zadya tax add kiya hoty ha petrol ki prciess ma. Baqii ab jab elections nazdeek aate hain expectations aur concerns ch age hu haty ha. Log is waqt zyada alert aur apne masail ko hal karne ki umeed rakhte ha or election ka bad ya phar petrol ki price increased kar daty hai
G Bhai hamray mulk par apna fazal karie asal me  Haqeeqatan mein logon ke concerns petrol ki qeemat aur govt policies ke bare mein samajhne wale hote hain. Lekin, kabhi-kabhi elections ke baad petrol ki keemat mein izafah hota hai, jo ke logon ko aur zyada pareshan kar sakta hai. Yeh aam taur par economic factors aur global market conditions par bhi depend karta hai.
Title: Re: Petroleum prices likely to be slashed by over Rs10
Post by: Cheema02 on December 29, 2023, 01:35:01 PM
Maru khyal say to Petrol ki keemat aur sarkari policies hamesha logo ke liye aham hoti hain.ab agr govt Elections ke baad keemat barhna, logon ko aur bhi fikar mand kar deta hai. Economic factors aur global market ki halat bhi is par asar daalte hain. Darasal, har bar ye masla bohot gehra hota hai.