Khatam e Nubuwwat ﷺ vs Supreme Court
مَّا كَانَ مُحَمَّدٌ أَبَآ أَحَدٖ مِّن رِّجَالِكُمۡ وَلَٰكِن رَّسُولَ ٱللَّهِ وَخَاتَمَ ٱلنَّبِيِّـۧنَۗ وَكَانَ ٱللَّهُ بِكُلِّ شَيۡءٍ عَلِيمٗا
ترجمہ: محمد ﷺ تمہارے مردوں میں کسی کے باپ نہیں ہیں لیکن اللہ کے رسول ہیں اور سب نبیوں کے آخر میں تشریف لانے والے ہیں اور اللہ سب کچھ جاننے والاہے۔
Asslamualaikum...!
Dosto kaya haal hen?
Sab sy pehly to ham sab janty hen ky Khatam e Nubuwwat ﷺ hmara imaan hai. Or iss kaa inkaar kuffar hai.
To dosto halya dino my Pakistan my ek masla bohat zyada zere behas hai to my ny socha iss ko cover karun taa ky ap sab ko bhi pata lagy ky asal muamla kaya tha? Or kaya fesla huwa or kaya kiya jaa raha hai? Or jin logon ko yani yahan jin members ko abhi nai pata un ko bhi pata lag jaye...
Where It Starts From?
To bhaio ye muamla shuru huwa ek Mubarak Saani naami ek shaks sy jo ky qadyani hai or is ny ek tafseer sagheer ky naam sy Quran e Pak ki tafseer hai yani ye Qadyanyon ki tarag sy likhi gai hai jis my kamino ny apny joothy nabi ko Nauzubillah Nabi sabit karny ki koshish ki. Acha ye us ny wo tafseer logon my bantna bhi shuru kar di. Lekn jab logon ko pata chala to logon ny us ky khilaf report ki us ky khilaf FIR Darj ho gai. Wo case chalta araha tha or Justice Qazi Faiz Esa shuru sy hi Qadyanyon kaa chamcha raha hai ny us ko khabees ko relief deny ki koshish ki.
What our Law says?
Lekn hmara qanun kehta hai ky ye Qadyani apny ghaleez aqeedy ko phela nai sakty apni ibadat gahon ko masjid nai keh sakty. Muslmanon ky events hen jesy qurbani karna wagera nai kar sakty. Yani in ko ye relief nai hai. Kiu ky ham in ko aqliyyat bhi nai maanty ye to aqliyyat kehlany ky bhi laaiq nai hen. Baqi ap ye pic dekhen ky hmara qanun kaya kehta hai?
(https://talkimg.com/images/2024/07/31/5wF79.jpeg)
Judgement of Supreme CourtAcha to ab baat aati hai fesly ki. Yaani esa kaya fesla huwa jiss ko dekh kar hmari awam my ghamo gussa paya jaa raha hai or kal Parliament my bhi iss ky baary my achi khaasi tqareer hui hen. Acha yahan my btata chalun ky is case ka kaya fesla huwa kissi ko pata nai tha. Lekn ek mazhbi syasi jamat TLP ny sab sy pehly is par ejtijaj kiya or supreme court ky fesly ko mstrd kiya. Or ye bat logon tak media tak or parliament tak tab pohnchi jab TLP ky Naaib Ameer ny Justice Qazi Faiz Esa ky sar ki qeemat lgai jo ky 1crore thi lekn bad my wo 5 crore tak pohnch gai. Phr logon ny iss my dilchaspi li or logon ko pata chala ky un ky to imaan par hamla huwa.
My mukamal judgement to share kar dun lekn wo bohat zyada hai iss liye my wo hissa jis par log barham hen wo send kar deta hun taa ky ap ko bhi samaj ajaye. Or mulahiza ki jiye.
(https://talkimg.com/images/2024/07/31/5wIta.jpeg)
Ap parhen gy to ap ko alfaz kaa esa istemal nazar aye gaa ky jesy pata nai kaya hi likha huwa hai lekn aakhir oar yehi matlab niklta hai ky un ko apny deen ki tarveej karny ki ijazat hai. Lekn esa hargiz nai hai.
What should we do?
Ab iss my hmara kaya fareeza hai. Hmara fareeza ye hai ky agar Supreme court apny fesly par qaaim rehti hai to agar koi bhi yani koi bhi party kahin ehtijaj kary to us my shareek ho kar apny imaan ki hifazat karen. Or next logon ko is ky baary my agahi den jin ko iss hassas masly kaa nai pata taa ky wo in ghaleez logon ki baaton my naa ajaen.
ye masla kaafi zere behas tha to my ny socha iss ky baary my kuch cover karun taa ky hmari BTT ki community ko bhi pata chaly. My ny koshish to ki hai sab kuch cover karny ki agar kuch reh gaya ho to mazrat.
Baaqi Agar kissi bhai kaa koi swal ho to wo puch sakta hai. Or agar koi qadyani hai yahan to wo kaafir zara door hi rahy.Note: my ny size jo tha original images kaa nai change kiya iss liye ky sab ko samaj aye or baqi sizes bhi my ny apny mutabiq hi rakhy hen to please iss par koi behas naa kary shukriya. Or han may be kuch kafzi galtiyan hon to nazar andaz kar di jiye ga. :)
Source: https://bitcointalk.org/index.php?topic=232519.msg64377225#msg64377225
Khatam e Nubuwwat ﷺ vs Supreme Court
Walaiqumassalm sir kaise Hain ap. Ma be Tek tak hun buhat shukarya.
Bahi apne ne waqt ke lehaz se buhat hassas masle per bat cheet shuro kar di ha aur ye hamre Leye baheseyat musalman buhat zarori ha ke es ko hum samje aur aur es ke defagh ma Kuch kare. Ma ne dhpihr ko es parliamentarian ki speech sun li wo be esi topic per bat kar raha ta. Wo Keh raha ta speaker sahab se ke es hawale se koi rolling de take ye Jo qanon ma rewrite keia geya ha wo wapes kar le supreme court. Supreme court ne ye ejazat de ke ye log apne gharo ma Jo chahe kar sakte ha ye en ke Leye relief ha per muje lagta ha ke ye hamre judges ki sub se badi ghalti ha Jo hame serf o serf tabhe ki tarf lay jayenge.
Ab agr koi qadyani apne Ghar ma baita quran Shareef ke sath Kuch Radu badal kar le tu supreme court ke mutabiq os ko Kuch nahe kaha Jayega q ke wo apke Ghar ma Jo chahe kar Sakta ha per hum tu musalman ha hum tunes ki ejazat nahe dai Sakte ke koi kafir hamre Quran ke sath Cher khani kare aur humra eman Etna kamzure hoke ke hum os ko Kuch be na kahe ye aur Kuch nahe balke hamri eman ki kamzuri hogi aur na es Dunia ma balke akherat ma be hum ruswa honge .
Supreme court ko ye chahye ke wo apni decision wapes Le aur dubra es masle per ghaor kare aur ye make sure kar le ke qadyani jaise logo ko kabi be es qesam ka relief kabi na deia jaye.