Bohat achy bhai jaan. Allah ap ko hamesha khush rakhy.... <snip>
Ameen! Allah apko b kosh rakhy meray bhai! & Thanks, brother, for such humble words ❤, or es baat k b shukriya ap ny hamain congrats kiya or yaad rakha. Baki dear, mai ny ya series shuru ki hai ramadan 30 days k liya k har rooz ak hadees yaha par share kiya kronga K Ya babarkat maheenay mai har naik amal k sawab zayda milta hai. Baki Allah hum sabko amal-e-naik ki tofeek ata farmayee Ameen.
Acha, brother, Mai kab sy intazaar he kar rha tha k koi yaha post kary ta k mai yaha hadees share kr sakoon or dakain apka reply aa gaya hai acha ap yaha k moderator b ho mera ap sy ak question b tha, mai ny neyat ki thi k yaha par rooz ak hadees share kroonga or in such case kar koi reply nahi krta kiya mai agly din apni post k neechy post kr skta ho? poochny ka maksad ya hai ke koi rule break na ho aur mari tasali bhi ho jaye gi.
Hadees of the dayAp SAW ny Farmaya "wo momin nahi jo pait bhar kr khana khayee, or uska paroosi bhookha ho." (al-adab al mufreed al bukhari 112, almusdadrik 2166)